Thursday, May 27, 2010

OLTA POLTA

1) Har kisi ki har raza manzoor nehi hota hai...
Agar hoti to sab insaan na kehelate...bhagwan ban ke baith jate.

2) Aksar mujhe yeh khayal ata tha ki main bhi kisi ko hasa sakta hoon, kisi ka dard baant sakta hoon....
Yakeen to tab aya jaab mere doston ne meri baaton se hasna suru kiya...
yahin se suru hua hasne hasane ka silsila...
Bas aab to yehi tamana hai ki marte tak sab ko hasata rahoon.

3) Use probability....to find out after how many tries one should succeed in getting his/her soulmate.

No comments:

Post a Comment